Wo yunhi badnaam hu gaya...

**

**
**Wo Bewafa na tha, yunhi badnaam ho gaya..!

**
**Hazaroon Chahne wale the kis kis se wafa karta…?

Phir wohi baat :asa: **


Restored attachments:

Re: Wo yunhi badnaam hu gaya...

jis ke hazaron chahne wale hon, usse wafa se kia gharz

Re: Wo yunhi badnaam hu gaya...

Haha
Ironic and tragic in so many ways

Re: Wo yunhi badnaam hu gaya…

ufhoooooooooo :emmy:

sab ke sath barabri ka salook karein :jj:

Re: Wo yunhi badnaam hu gaya…

jo chahta hai hai wafa karna uss ke zimme thehrta hai.. chahe jane wale wafa shafa ke bakheRon main nahin padte

Re: Wo yunhi badnaam hu gaya…

munna badnaam huaa kia? chalo Theek hii hai…munnii badnaam huii to ab baat baraabar ho gaii jab munna bhii badnaam ho gayaa! :cb:

Re: Wo yunhi badnaam hu gaya…

han or phir akhir mae dukhey ke siwa kuch nahi miltaaa :vivo:

hath maltey reh jatey hain :hehe: