Meray Liye Tu Harfay Doa Ho Gaya Wo Shaks,
Saray Dooko Ki Jaisay Dawa Ho Gaya Wo Shaks,
Mein Aasma Pay Tha Tu Zamee Ki Kasish Tha Wo,
Otra Jo Mein Zamee Pay Tu Haawa Ho Gaya Wo Shaks,
Youn Bi Nahi Kay Pass Hai Meray Wo Hum Naafas,
Yeh Bi Galat Hai Kay Muj Say Juda Ho Gaya Wo Shaks,
Parta Tha Mein Namaz Samj Kay Usay .. Tanha ..
Phir Youn Howa Kay Muj Say Kaaza Ho Gaya Wo Shaks,
Re: Wo shaks
Meray Liye Tu Harfay Doa Ho Gaya Wo Shaks,
Saray Dooko Ki Jaisay Dawa Ho Gaya Wo Shaks,
Wah
Aaana
5

WOW

Phir Youn Howa Kay Muj Say Kaaza Ho Gaya Wo Shaks
[QUOTE]
[/QUOTE]
very nice...thnx 4 sharing!