Dil Ne Tere Baare Mein Poocha to bohat Roya
Wo Shakhs jo Pathar Tha toota to bohat Roya
Yeh Dil ki judaaii Ke Unwaan Pe Barson Se
Chup Tha to boht Chup Tha..Roya to bohat Roya
iK Harf Tasalii Ka iK LafZ Mohabbat Ka
Khud Apne Liye Us Ney Likha to bohat Roya
Pehle Bhii Shikaston Par Khaii Thi Shikast Usne
Lekin wo Tere Haathon Haara to bohat Roya
Jo Ehd Nibhane Ki Daita Tha Dua, Us Ne
Kal Shaam Mujhe Tanha Dekha to bohat Roya
Re: Wo Shakhs jo Pathar Tha toota to bohat Roya
Roya re - Dhoka - YouTube](http://www.youtube.com/watch?v=PQsC7E3lPfw)
:teary1::teary2::teary3: :cryb: :crying: :naak:
Again sad poetry 
Ab bus bhe kar dain.
acha acha post karen
Re: Wo Shakhs jo Pathar Tha toota to bohat Roya
aisi poetry post karne ka matlab melodrama karna nahin balke melodrama enjoy karna hota hai

jiia
5
Re: Wo Shakhs jo Pathar Tha toota to bohat Roya
koe nai roya bas me hi roya
:

Nain
6
Re: Wo Shakhs jo Pathar Tha toota to bohat Roya
Restored attachments:
jiia
7
Re: Wo Shakhs jo Pathar Tha toota to bohat Roya
matka laoun bhag k
Nain
8
Re: Wo Shakhs jo Pathar Tha toota to bohat Roya
sayasi lutey kafi hain 
tarash
9
Re: Wo Shakhs jo Pathar Tha toota to bohat Roya
JIIA:cryb:
FARIHA
http://www.paklinks.com/gs/attachment.php?attachmentid=51594&d=1364219364
mil k rona
nakhan
10
Re: Wo Shakhs jo Pathar Tha toota to bohat Roya
Wah kia khoob ro'ey hain aap
Re: Wo Shakhs jo Pathar Tha toota to bohat Roya
haan sab dhul gaya 
Diva
12
Re: Wo Shakhs jo Pathar Tha toota to bohat Roya
Wah wah ..mein nay aesa rona kabhi na roya :D
jiia
13
Re: Wo Shakhs jo Pathar Tha toota to bohat Roya
kaan band ker liay na 

wahh.......