main zard mosum k darad seh kar
gulab lamhay bhola chuki hoon
main sard haath k surmaee.n dukh
sarab lamhon may rakh rahi hoon
k aaj us nay
mere hatheyli per rakh deye hain
wo sarey resham gulab lamhay
mery muqadar mainlikh deye hain
Re: wo sarey resham gulab lamhay
Very Nice.
Agar yeh jantay ke chun chun kar hum ko torrayiN gay
To gul kabhi nah tamannay-e-rung-o-boo kartay
Re: wo sarey resham gulab lamhay
:k:
Re: wo sarey resham gulab lamhay
Thanks umer ji…
Maloom agar hota bhatay hain unhain aansoo
Hum aankh k parday pay sawan ko bitha laytay
Re: wo sarey resham gulab lamhay
Thanks GS & Koyal ji,
aap logon ki collections parh kar is say bhi ziyada maza ata hay.