Wo mujj say kehta na udaas huwa karo na hi rora karo
Tum baas hansti muskurati hi raha karo
Main nay socha kintay mushkil kaam karnay ko kehta hay
Ansoo jaab behnay lagain tu unhain rokna bohat mushkil hota hay
Dill jaab udaas ho tu ankhoon main udaasi hood bahood ajati hay
Jaab andar hi udaas ho tu muskuraya kesay jay
Per jaab baat jaab tum say ho tu uaasi ghaib hojati hay
Ansoo rook jatain ahin zara dair ko
Anjeeb sa makhool ho jata hay
Na tu mera naseeb hay, or na hi main tery qabil
Phir bhi sochtain hain tumhian najanay kion
Phir apni sooch per hoodi hansi ajati hay
Hood ko phit hoodi samjana parta hay
Asman or zameen mill nahin saktay
choot lagi tu gehri lagay gi
Or zaham silnay main sadian laag jain gi
[QUOTE]
*Originally posted by Swera: *

By Subha
[/QUOTE]
wow swera aap bhee naa so nice , buhat gahre baat kee hey aap ney . hey tum itna achaa likh leitee ho then why not u publish ur book .
good luck smile always on ur face .
wow swera aap bhee naa so nice , buhat gahre baat kee hey aap ney . hey tum itna achaa likh leitee ho then why not u publish ur book .
good luck smile always on ur face .
[/QUOTE]
Thnkx for the compleaments Adeel.
baas lik leti, acha hay ya boora is ka fesla ap saab kartain ahin.
Or book.....hm.........us ka pata nahin ab itna acha bhi nahin hay.......
Thnkx for the compleaments Adeel.
baas lik leti, acha hay ya boora is ka fesla ap saab kartain ahin.
Or book.....hm.........us ka pata nahin ab itna acha bhi nahin hay.......
:):)
and u 2 may Allways smile:)
[/QUOTE]
Ah haan really aap ke sare poetry buhat he nice hotee hey such aap kisee sey bhee poach lein yahan woh aap ko yahee kahey ga keh swera u write so nice cause ur thinking is nice & u r respectable girl.
judge ka order yeh hey keh miss swera ko es sadee ke best shaeira ka khitab diya ja raha hey . aur aap sub ko bhe dawat de ja rahee hey keh aap apney coments dein .
good luck swera