Wo Mujhse Huwe Hum-kalaam Allah Allah!

Voh Mujhse Huwe Hum-kalaam, Allah! Allah!
Kahan Main, Kahaan Yeh Maqaam, Allah! Allah!

Yeh Rooh-e-darakhshaan, Yeh Zulfoon Kay Sayay
Yeh Hungama-e-subh Ho Shaam, Allah! Allah!

Voh Seh’ma Hua Aansuoon Kaa Tala’tum,
Voh Aab-e-rawan O Afgaa, Allah! Allah!

Voh Zabt-e-sukhan Main Labun Kee Khamoshi,
Nazar Ka Voh Tarf-e-kalaam , Allah! Allah!

WO MUJH SE HUE HUM KALAM - FARIDA KHANUM - LOK VIRSA ](http://www.youtube.com/watch?v=lBvrWHepgMY)

Re: Wo Mujhse Huwe Hum-kalaam Allah Allah!

:smack::smack: mujy FIRDOS AASHIQ AWAN kion samj aaya

Re: Wo Mujhse Huwe Hum-kalaam Allah Allah!

:ast: uss mard numa aurat ka tazkira zaroori tha