Wo mujh sy besabab uljha nahi tha.

Wo mujh sy besabab uljha nahi tha.
Wo pehlay to kbhi aesa nahi tha,

Bohat aala tha us ka zarf liken?
Wo meri zaat ko samjha nahi tha.

Wo jis bey rukhi sy chal diya tha,
Main itna bhi giya guzra nahi tha.

Usay main kiyon bura theraon yaro.
Bohat acha tha, fqat mera nahi tha

Re: Wo mujh sy besabab uljha nahi tha.

Kya kehne bht aala :k:

Re: Wo mujh sy besabab uljha nahi tha.

very nice

Kuch door hamare saath chalo
Hum dil ki kahani kehdein ge
Samjhe na tum jisse aankhon se
Woh baat zubaani kehdein ge

Re: Wo mujh sy besabab uljha nahi tha.

Wah buhot khoob

Re: Wo mujh sy besabab uljha nahi tha.

Bohat khoob Mono..:k: