***aasmaaN ke malik say
do jahaN ke raziq say
aur kuch nahin chaha
sirf itna manga hai ***
***pur-khuloos chahat ka
bay reya muhabbat ka
bay panaah rayazat ka
itna to sila hota
******woh…mujhe mila hota
Re: wo mujay Mila hota
Salaam
boht aala
Re: wo mujay Mila hota
mila hota ya mileee hotee? :P
Re: wo mujay Mila hota
thanks for sharing. good poem, Alyish.
best,
Dushwari
Re: wo mujay Mila hota
wonderful :k:
Re: wo mujay Mila hota
hummm