Koyal
1
***agar aansu baha deta tu us k paas kya rahta***
***wo muj ko honsla deta tu us k paas kya rahta***
***nishaN muj ko nahi milta koi us tak pahochne ka
muje apna pata deta tu us k pass kya raheta
woh Is maan meiN tha K Jis k dum par wo zinda hai
maiN us ka dil dukha deta Tu us k pass kya raheta
musafiR saare phaal kha k apni rah chal dete
shajar tehni Juka deta Tu us k pass kya raheta
meri yaadoN ne he ab Tak usay aabad rakha hai
woh muj ko bhi bhula deta Tu us k pass kya raheta***
Abid
2
Re: wo muj ko bhi bhula daita tu us k paas kia raheta
Absolutely fantastic KOYAl...its really bravo...keep it up
Re: wo muj ko bhi bhula daita tu us k paas kia raheta
nice

***woh Is maan meiN tha K Jis k dum par wo zinda hai
maiN us ka dil dukha deta Tu us k pass kya raheta
musafiR saare phaal kha k apni rah chal dete
shajar tehni Juka deta Tu us k pass kya raheta
meri yaadoN ne he ab Tak usay aabad rakha hai
woh muj ko bhi bhula deta Tu us k pass kya raheta***
Very nice Koyal:-)
nakhan
5
Re: wo muj ko bhi bhula daita tu us k paas kia raheta
Wow bohot khoob koyal...
ullujii
6
Re: wo muj ko bhi bhula daita tu us k paas kia raheta
beautyfull
Re: wo muj ko bhi bhula daita tu us k paas kia raheta
Koyal ji....
Kiya Intikhaab hai...subhanallah !
Amal
8
Re: wo muj ko bhi bhula daita tu us k paas kia raheta
Beautiful ghazal koyal :k:…thanx for sharing 
Re: wo muj ko bhi bhula daita tu us k paas kia raheta
woh mujh ko bhi bhula deta tu us ke paas kia rehta.................wow superb koyal buhat zabardast janab