wo meri QAsam leta nahi ilzaam samjh ker

Wo meri Qasm leta nahi ilzAAm samajh kar,
Or dey deta hy apni Qasm inAAm samaj kar,

Wo janta hy mujy us sy kitni Mohabat hy,
Phir bhi Guftogu karta hy anjaan samajh kar.

Mainy usay apny dil ki dharkan main basaya hai.
Or wo dil main rakhta hai mujy mehman samajh kar.

Agar usay hum sy mohabbat nahi to na sahi.
Magar kyun ilzam daita hai gumnam smahj kr.

Mainy apni sari khushiyan usky nam kr di
Or wo hamain pyar karta hai ehsaan samajh kar.

Re: wo meri QAsam leta nahi ilzaam samjh ker

:nook: boht bura hai wo

Re: wo meri QAsam leta nahi ilzaam samjh ker

bura nahi hai biger gaya hai muhabbat mae :hehe:

Re: wo meri QAsam leta nahi ilzaam samjh ker

Very Nice Fariha Ji ...

Re: wo meri QAsam leta nahi ilzaam samjh ker

Mainy apni sari khushiyan usky nam kr di
Or wo hamain pyar karta hai ehsaan samajh kar.

itni bewafa shayri mein mera naam na lein. :emmy:

Nice :k: