wo laut aya hai magar!!!

yahii bahut hai ke dil us ko Dhuu.ND laayaa hai
kisii ke saath sahii vo nazar to aayaa hai

karuu.N shikaayate.n takataa rahuu.N ke pyaar karuu.N
gaye bahaar kii suurat vo lauT aayaa hai

vo saamane thaa magar ye yaqii.n na aataa thaa
vo aap hai ke merii Khvaahisho.n kaa saayaa hai

azaab huup ke kaise hai.n baarishe.n kyaa hai.n
fasiil-e-jism girii jab to hosh aayaa hai

mai.n kyaa karuu.Ngaa agar vo na mil sakaa ‘Amjad’
abhii abhii mere dil me.n Khayaal aayaa hai

Good .very nice

bhut khoob :k:

Re: wo laut aya hai magar!!!

[QUOTE]
*Originally posted by Truth_Is_Beauty: *

vo saamane thaa magar ye yaqii.n na aataa thaa
vo aap hai ke merii Khvaahisho.n kaa saayaa hai

[/QUOTE]

nice one thanks 4 sharing...:)

nice! :)

:k: bhooooooooooot achay

*azaab huup ke kaise hai.n baarishe.n kyaa hai.n
fasiil-e-jism girii jab to hosh aayaa hai

bohat Khoob haye... :)

:k: achie hei