![]()
Restored attachments:
Re: wo konsa kaam hai...
washing dishes :(
Re: wo konsa kaam hai...
^
Roz subah uth kr duty pr jana :D
Re: wo konsa kaam hai...
packing lunches.....
Re: wo konsa kaam hai…
^
kis ke liyeh? ![]()
Re: wo konsa kaam hai…
subha uthey sath hi pakana ![]()
Re: wo konsa kaam hai...
^
Lassi pe liya karo :D
Re: wo konsa kaam hai…
^mujhe nahi passand ![]()
Re: wo konsa kaam hai...
^
Juice?
Re: wo konsa kaam hai...
Main subha uth ker juice hi piti hun :p
Re: wo konsa kaam hai...
sirf eik batana hai ya puri list chapni hai?
Re: wo konsa kaam hai…
jese app ki mezsi jis jis kaam ko kerne main ![]()
Re: wo konsa kaam hai…
Fariha ko tang karny mein… ![]()
Re: wo konsa kaam hai…
^what ![]()
jhoot ![]()
Re: wo konsa kaam hai…
^
Kaisa jhoot? ![]()
Re: wo konsa kaam hai…
Mujhe tang kerne main app do hath agey hain ![]()
Re: wo konsa kaam hai...
^
Mein ne u ko kabhi bhi tang nahi kiya :@:
Re: wo konsa kaam hai…
^hain ![]()
Re: wo konsa kaam hai…
subho UTHNA :yawn:
Re: wo konsa kaam hai…
mujhe tu har kaam karte waqt maut parti he ![]()