Wo khayal tha koi dhanak-numa...

Re: Wo khayal tha koi dhanak-numa...

muhtaram Amal Sb, aadaab!

aap kii Ghazal hasb-e-rivaayat nihaayat umda aur lateef hai. merii naacheez daad qubuul farmaaiye!