Wo Khamosh Udaas Sa Larka..

Re: Wo Khamosh Udaas Sa Larka..

jab koi marta hai to wo sitara bun kar aasman pe jajmagata hai.. apne chahne walon ko khush dekh kar chamakta hai, uski roshni baRh jati hai, aur apne chahne walon ko dukhi dekh kar uski roshni ghat’ti hai..

aisa maine 10 Muharram ko aik drame main suna tha. uss drame main ek pur-soz noha bhi tha, mujh per boht asar huwa us nohay ka