Wo kehta hai mohabbat me sada milna nahi hota,
*Main kehti hun mere hotey hoye bicharney ka nahi socho,
Wo kehta hai jo tum mango to apni jan dey dun ga,
*Main kehti hun mujhey fil hal apna naam dey do,
Wo kehta hai kay sar pey esey hi anchal dhaka rakho,
*Main kehti hun kay tum apni nazron ko jhuka rakho,
Wo kehta hai harey or peley rang ki choriyan pehno,
*Main kehti hun kay pehno gi agar qismat me likha to,
Wo kehta hai kay mere naam ki mehndi lagao tum,
Main kehti hun lagaon gi agar tum ley kay aye to…!!!
LP
2
Re: Wo kehta hai, Main kehti hoon
Kitna baat krte hain dono 
Re: Wo kehta hai, Main kehti hoon
Larki hamesha larky ki baat ka ulta hi kary gi :D
Re: Wo kehta hai, Main kehti hoon
explain for general public’s benefit
LP
5
Re: Wo kehta hai, Main kehti hoon
Larka shud b smart n say ulta of wht he wants then :p
Re: Wo kehta hai, Main kehti hoon
Aap aik baar phir paRhain is Poem ko
Re: Wo kehta hai, Main kehti hoon
Smart hoon to kahain na 
LP
8
Re: Wo kehta hai, Main kehti hoon
Koe tou hoga smart 
Re: Wo kehta hai, Main kehti hoon
Andekha anjana sa.. pagla sa deewana sa jany wo kaisa ho ga ry 
LP
10
Re: Wo kehta hai, Main kehti hoon
bilkul waisa nahi jaisa apko chahiye 
Re: Wo kehta hai, Main kehti hoon
Mujhy jo chahiye tha mil gya 
LP
12
Re: Wo kehta hai, Main kehti hoon
kya ? 
Re: Wo kehta hai, Main kehti hoon
Mustafa 
LP
14
Re: Wo kehta hai, Main kehti hoon
awww :D