wo kahta tha aqeedat ye ibaadat he na bun jaa'ey

Re: wo kahta tha aqeedat ye ibaadat he na bun jaa’ey

thanks JW… let me tell you 1 thing agar post maiN dard na ho tu parnay ka maza nahi ata keoN? maza jab he ata k insaan khud maiN ghum ho k parhay :slight_smile:

aur rehi dard ki baat us pe ye kahna chahooN ghi
dard us ki aataa hia tu gila kis se karey :slight_smile: