wo kabhi apna tha

wo kabhi apna tha
kehta tha tum meri zindagi ho
kehta tha tum hasti ho tow chain milta hai
terey bina jeena mana k marna
tum kaho tow duniya sey taqra jaon
lekin
ab kehta hai k main pagal tha
na samjh tha
tum ko paney sey mujhey kya milta
per main kehti hoon ager usney mujhey
paya hota tow sareey sawaalon ka jawab usko mil jata

Re: wo kabhi apna tha

nice :-)

Re: wo kabhi apna tha

wah wah Tahreen G bari dukhya qisam key nazam kah dee aap nay ......

*Tujh Ko Paya Kah Kho Dya Hay
Yah Soch Kar Aksar Dill Ro Diya Hay
Tera Gilla Jaye Nah Jaye
Tera Daman to Dho Dia Hay *

Chalta hay .... phir milain ga