***kisi rah-guzaaR ki dhoop maiN wo jo qaafilay they bahaR k
wo jo un khilay sey gulaab they
wo jo khawaab they meRi aankh maiN
jo sahaab they teRi aankh maiN
wo bikhaaR gaa’ey kahiN raastooN k gubaaR maiN
wo jo lufz they dum-e-waapsi
meRay hoont peR
teRay hoont peR
inhaiN koi b na suN saka
wo jo raang theysaR-e-suRakho jaa’N
teRay naam k
meRay naam k
unhiaN koi bhi na chuN saka
Re: wo jo un khilay sey gulaab they
Koyal ji aap aur nazm? ![]()
Re: wo jo un khilay sey gulaab they
logo ka khayal kaRna paRta hai na ![]()
Re: wo jo un khilay sey gulaab they
achi nazm hai Koyal ji.. :k:
Re: wo jo un khilay sey gulaab they
Samj nei aye nazam ki,
Re: wo jo un khilay sey gulaab they
akhri ashaar nazm ke zara mushkil hain
Re: wo jo un khilay sey gulaab they
Beautiful:)
Re: wo jo un khilay sey gulaab they
thank =s every one :)
Re: wo jo un khilay sey gulaab they
nysh :k:
Re: wo jo un khilay sey gulaab they
Good One Koyal..:)