wo jiN ko rah maiN thareY huwaY zamana huwa

***

khudi ki qaid se niqlaY huweY zamana huwa
k jo’aey waQat maiN utraY huwey zamana huwa

chuuti hai aiena beeni hamari mudat se
tumhaRi shakal be dekhaY huweY zamana huwa

jo so gaye tu qayamat ko uth sakeiN shaied
wo log jiN ko na soo’aeY huwaY zamana huwa

ajaab k ab bhi tamaNa ha un ko manzil ki
wo jiN ko rah maiN thareY huwaY zamana huwa

chaloo k daar ki rasmeiN ada k kareN yahaN
lahOo ko ankh se tapkaY huweY zamana huwa

bohat he daieR se :teary3: palaat k aa’eY ho
dayaaR-e-dil ko tu ujraY huweY zamana huwa***

Re: wo jiN ko rah maiN thareY huwaY zamana huwa

Very Beautiful Paglee ... BUT.. :( :(

Re: wo jiN ko rah maiN thareY huwaY zamana huwa

Boht khoob paglee..:k:

Re: wo jiN ko rah maiN thareY huwaY zamana huwa

very nice Paglee

Re: wo jiN ko rah maiN thareY huwaY zamana huwa

Sad one :frowning:

Re: wo jiN ko rah maiN thareY huwaY zamana huwa

i know :frowning:

thanks Hh

Re: wo jiN ko rah maiN thareY huwaY zamana huwa

:slight_smile:

Wah..Bohat khoob Paglee …:k:

Re: wo jiN ko rah maiN thareY huwaY zamana huwa

good 1....

Re: wo jiN ko rah maiN thareY huwaY zamana huwa

thanks aryan:)

Re: wo jiN ko rah maiN thareY huwaY zamana huwa

Bahut hi der sey palaT key aaye ho
Dayaar-e-dil ko to ujRey hue zamana hua

Nice one.. :(

Re: wo jiN ko rah maiN thareY huwaY zamana huwa

:slight_smile:

Re: wo jiN ko rah maiN thareY huwaY zamana huwa

Udaas mat huwa karo :-)

Re: wo jiN ko rah maiN thareY huwaY zamana huwa

:frowning:

Re: wo jiN ko rah maiN thareY huwaY zamana huwa

keon?

Re: wo jiN ko rah maiN thareY huwaY zamana huwa

last shair :k:

Re: wo jiN ko rah maiN thareY huwaY zamana huwa

last sher :k:

Re: wo jiN ko rah maiN thareY huwaY zamana huwa

copy cat :smiley: