Re: wo guftagoo mai suna hai baha’oo rakhta hai
wah!
Ab samjha kyuN itnay din say baat nahee kee ![]()
Re: wo guftagoo mai suna hai baha’oo rakhta hai
To ye baat hey…is leeye aap hum sey baat nahi karteiN ![]()
Re: wo guftagoo mai suna hai baha'oo rakhta hai
aap ko bahaao saY dar kiouN lagtaa hai? kiyaa terna naheeN aataa:)?
Goyaa bahaao aap kaY liye woh buchpann kaa "Bhaaow" hai jiss saY ammi daraayaa karti theeN.
Re: wo guftagoo mai suna hai baha’oo rakhta hai
kaa’gaz pe likho tu he samjnay ka sabhaa’oo rakhta hai ![]()
Re: wo guftagoo mai suna hai baha’oo rakhta hai
ap ka bahao kahaN ja raha aj kal
D
Re: wo guftagoo mai suna hai baha'oo rakhta hai
Beautiful piece of poetry indeed.........
Bohat khoob Nikamijano jee...:)
Re: wo guftagoo mai suna hai baha’oo rakhta hai
kuch ziyda hi bhao kha raha hai ![]()
mery pass bhejay theek karti ho ![]()
Re: wo guftagoo mai suna hai baha’oo rakhta hai
daR lagta hia is leay nahi bahj rehi chalak hia bohat ap ko he na baha lay jaiey aur ap ka rukh he na moRe day ye kah k rukh se zaRa niqaab uthaao meRay hazoor:) ![]()
Re: wo guftagoo mai suna hai baha'oo rakhta hai
daR lagta hia is leay nahi bahj rehi chalak hia bohat ap ko he na baha lay jaiey aur ap ka rukh he na moRe day ye kah k rukh se zaRa niqaab uthaao meRay hazoor:) :p
finkar na karay jano g mai itni heavy hogaye ho mera rukh nahi mor sakta :d
Re: wo guftagoo mai suna hai baha'oo rakhta hai
finkar na karay jano g mai itni heavy hogaye ho mera rukh nahi mor sakta :d
Shark b tu baRi heavy hoti Shab :p
Re: wo guftagoo mai suna hai baha'oo rakhta hai
Beautiful piece of poetry indeed......... Bohat khoob Nikamijano jee...:)
thanks sonia g :)
Re: wo guftagoo mai suna hai baha’oo rakhta hai
:halo: lQQk who is talking :halo:
Re: wo guftagoo mai suna hai baha'oo rakhta hai
nice one nikammi jii :)
Re: wo guftagoo mai suna hai baha'oo rakhta hai
Lo ji, kitnay loogoon ko gulat-fehmi main daal diya :) wasay khabhi khabhi itni deep baatin hooti hain poetry main kay purnay ka dill nahi kurta... zindgi thori aasaan hooni chahiye... :p
Re: wo guftagoo mai suna hai baha’oo rakhta hai
![]()
Re: wo guftagoo mai suna hai baha’oo rakhta hai
jano gi mane ap ko raaaaaaat kay 1 bajay ph kya ap nay chukiya nahi
kini buri gal hai chalo mar khao ![]()
Re: wo guftagoo mai suna hai baha’oo rakhta hai
shabo wo koi tame tha ph karnay ka ph neechay tha aur me so rehi thei chalo hun tusi maar khaoo:smash:
Re: wo guftagoo mai suna hai baha’oo rakhta hai
so to nahi rahi thi ap gupshup thi mane ap ko ek baat batani thi socha bata dou
warna neno nahi aye gi mujhay ![]()