Paglee
1
*
wo gaya tu sath he lay gaya sabhi rang utaaR k shahaR ka
koi shaks tha meRay shahaR maiN kisi door paaR k shahaR ka
chalo koi dil tu udaas tha chalo koi aankh tu num rehi
chalo koi daaR tu khula raha shab-e-intzaR k shahaR maiN
ka’ee khushboyeN dar-e-dost tak meRay sath shama badast rahiN
mujhaY pochna na paRa pata meRay gul azaar k shahar ka
ye jo maiN ne taaza gazal kahi so hai nazaR ahal-e-fiRaaq ki
k na mil saka koi naama baaR mujhaY meray yaaR k shahaR ka
so mata-ey jaaN ko leaY huweY palaT aieY teRay garifta dil
kisaY bay’chateY k koi mila nahi koi aeytbaaR k shahaR ka
meri taraz-e-naghma sara’ey se koi baagh’baaN be tu khush na tha
ye meRa mizaj hai kia kaaRooN k maiN hooN bahaR k shahaR ka
kisi auR dais ki Oo’aR ko suna hia faraZ chala gaya
sabhi dukh sumait k shahaR k sabhi qaRz utaaR k shahaR ka*
ka’ee khushboyeN dar-e-dost tak meRay sath shama badast rahiN
mujhaY pochna na paRa pata meRay gul azaar k shahar ka
Bohat khoob Paglee :k:
Thanks for sharing 
Azad
3
humm
Paglee
long time no c
Dilsay
6
wonderful... thanks for sharing....
Paglee
10
thanks dlse and bail....:)
waah paglee gi very nice :k:
Re: wo gaya tu sath he lay gaya sabhi rang utaaR k shahaR ka
ہیں خنجر تو محدود بہت، ہاں سینے گننے مشکل ہیں
دو چار نہیں، دس بارہنہیں، یہاں شہدا گننے مشکل ہیں..
Re: wo gaya tu sath he lay gaya sabhi rang utaaR k shahaR ka
Nice and welcome Faiq
Diva
14
Re: wo gaya tu sath he lay gaya sabhi rang utaaR k shahaR ka
Good one
jiia
15
Re: wo gaya tu sath he lay gaya sabhi rang utaaR k shahaR ka
*wo gaya tu sath he lay gaya sabhi rang utaaR k shahaR ka
koi shaks tha meRay shahaR maiN kisi door paaR k shahaR ka
*
tarash
16
Re: wo gaya tu sath he lay gaya sabhi rang utaaR k shahaR ka
boht purani post dhondi hai faiq ahmad na
HaDiiA
17
Re: wo gaya tu sath he lay gaya sabhi rang utaaR k shahaR ka
nice 1