_dArd
1
wO Gaya tO Saath Hii Ley Gya Sabhi Rang Utaar Kay Shehar Ka
kOii Shakhs Tha Meray Shehar Mein Kisi dOor Paar Kay Shehar Ka
Chalo kOii Dil tO Udaas Tha, ChalO kOii Aankh tO Num Rahii
ChalO kOii Dar tO KhUla Raha Shab e InteZaar Kay Shehar Ka
Ye jO Main Nay Tazza Ghazal Kahi, sO hAi Nazr Ehal e FiraaQ Kii
K Na Mil Saka kOii Nama-Bar mUjhey Meray Yaar Kay Shehar Ka
sO Matta e jAan kO Liye hOye Palat Aaye Teray Garifta Dil
Kisay Baichtay K Milla Nahien kOii Aitbaar Kay Shehar Ka
Meray Tarz e NaGhma Saraaii Say kOii BaGhbaan Bhi tO KhUsh Nahi
Yeh Mera Mizaaj hAi Kya KarOn K hOn Main Bahaar Kay Shehar Ka
Kissi Aur dAis kii Oarr kO sUna hAi Faraaz Chala Gaya
Sabhi dUkh Samait Kay Shehar Ka Sabhi Qarz Utaar Kay Shehar Ka
Re: ~!! wO Gaya tO Saath Hii Ley Gya Sabhi Rang Utaar Kay Shehar Ka !!~
Zabardast Sharing … Welcome To GS 
Koyal
3
Re: ~!! wO Gaya tO Saath Hii Ley Gya Sabhi Rang Utaar Kay Shehar Ka !!~
Beautiful sharing atey he cha gaye tusi tey welcome shelcome :)

umdah...................................
Aryaan
5
Re: ~!! wO Gaya tO Saath Hii Ley Gya Sabhi Rang Utaar Kay Shehar Ka !!~
Bohat khoob Dard...
Re: ~!! wO Gaya tO Saath Hii Ley Gya Sabhi Rang Utaar Kay Shehar Ka !!~
khubsurat sharing welcome here :)
Re: ~!! wO Gaya tO Saath Hii Ley Gya Sabhi Rang Utaar Kay Shehar Ka !!~
wO Gaya tO Saath Hii Ley Gya Sabhi Rang Utaar Kay Shehar Ka
kOii Shakhs Tha Meray Shehar Mein Kisi dOor Paar Kay Shehar Ka
Excellent !
S.786
8
Re: ~!! wO Gaya tO Saath Hii Ley Gya Sabhi Rang Utaar Kay Shehar Ka !!~
ZABARDAST...............shair ka naam bhi likh huta..
_dArd
9
Re: ~!! wO Gaya tO Saath Hii Ley Gya Sabhi Rang Utaar Kay Shehar Ka !!~
Thanx alOt Every1
_dArd
10
Re: ~!! wO Gaya tO Saath Hii Ley Gya Sabhi Rang Utaar Kay Shehar Ka !!~
Beautiful sharing atey he cha gaye tusi tey welcome shelcome :)
dArd wOhii jO Chaa jAye
Thanx 4 liking
Daanie
11

buhut khoob :)