Wo ek boosa jo mohabbat se tune mere mathey pe diya tha,
Aj bhi yad ajaye to teri har bewafayi ko bhula dene ka man karta hai
Wo ek boosa jo mohabbat se tune mere mathey pe diya tha,
Aj bhi yad ajaye to teri har bewafayi ko bhula dene ka man karta hai
Re: wo ek..
Good One Punjabi Kuri..:k:
Re: wo ek..
Boosa kia hota hai?
Re: wo ek..
Boosa kia hota hai?
yeh samajhne ke liye aapko 100 darkaar hoNge kiuN k:
sau-bosa = samosa
mazaa aayaa? ;) :D
Re: wo ek..
KKF aap ko to rates bhi pata hain.
Re: wo ek..
bhai maiN ne Halwai ke neeche bhii kaam kiyaa hai…jab dukaan pe sale lagtii thii ‘samose’ kii to maiN detaa 10 thaa aur gintaa ek thaa
![]()
Re: wo ek..
Toh uss nay samosa uss kay mathay per dey marra aur woh itni mutasir howee kay aab bhi uss samosay koh yaad ker kay uss kee bewafai koh bhul jatee hai.
Bara mazedaar samosa hoga. ![]()
Re: wo ek..
haha..samose to hamesha hii mazedaar huaa karte haiN bas ‘haathoN’ kaa kamaal honaa chaahiye…“LAAJWAAB” somese 'umooman khaane waale ko “LAA JAWAAB” kar dete haiN
![]()