*hur chund hai sahara tere pyaar ka dil ko
rehta hai mgr ik ajab sa khauf dil ko
wo khwaab keh dekha na kabhi le ura neend ko
wo durd keh utha na kabhi kha gaya dil ko
yahaan sans ka laina bhee guzar jana hai jee ka
yahan mourqa-e-ishq bhee ik khail tha dil ko
wo aaein tu hairan wo jayein tu pareshaan
ya Rab! Koi samjhaay ye kia ho gaya dil ko*
wo aaein tu hairan wo jayein tu pareshaan
ya Rab! Koi samjhaay ye kia ho gaya dil ko..
wah... khoob
Re: wo durd keh utha na kabhi kha gaya dil ko
[QUOTE]
*Originally posted by HeArT HaCKeR: *
*
wo aaein tu hairan wo jayein tu pareshaan
ya Rab! Koi samjhaay ye kia ho gaya dil ko*
[/QUOTE]
Wah wah ! mahfil hi loot li ap ne tu :)
thanks for liking koi dost, baziger and Amarbail :)
Roshnie Thanks sis :)