wo bakhshta hai

Wo bakhshta hai Guna-e-Azeem b laken

Hamari choti c naikee sambhaal rakhta ha

Hm ussy bhool jaty hain roshni me

Wo tareekhi me b khyal rakhta ha

Jo kabhi dair say lauton to mere Maa ke tara

Wo mery rizq ka hissa nikal rakhta ha

Gharon me jin k diya b nahi ha un k laye

Fiza me chaand sitary uchaal rakhta ha

Muhabat apny bandon say kamal rakhta ha

Wo ek ALLAH he ha jo tera aur mera khyal rakhta ha

Beshak!

Re: wo bakhshta hai

**Wo ek ALLAH he ha jo tera aur mera khyal rakhta ha **

Re: wo bakhshta hai

:)

Re: wo bakhshta hai

Bay-Shak…:lajawab:

Re: wo bakhshta hai

Muhabat apny bandon say kamal rakhta ha

Wo ek ALLAH he ha jo tera aur mera khyal rakhta ha

:lajawab:

Re: wo bakhshta hai

:lajawab: