wo baat nahi...

… kuch kamii si hay ab!!!
chehray nahi nizaam ko badlo
sab ki degrees check karo kay shayad koi jali *na *ho…

Feeling like singing “daikkh tera kiaa rang kar dia hay…” in the VOICEto have at least ‘a’ post for this month!

ding dong!

Re: wo baat nahi…

Naam aur andaz jana pehchana sa lag raha hai:hmmm:

Re: wo baat nahi…

mai pehchanwaaon GN :aq:

ATA :smilestar: degree ka kya achaar daalna hai :emmy:

Re: wo baat nahi...

ATA bhai, what is with the custom title?

Re: wo baat nahi…

TLK uncle :smack: u had to point tht out :bummer:
I guess ATA bhai forgot to change it :hmmm:

yeh kiya word hay :konfused:

Re: wo baat nahi…

:smack: urdu bhi sikhaon aapko:emmy:

Re: wo baat nahi…

likha kiya hay yeh batao :emmy: itna lamba. aise lagta hay yeh to punjab se start ho kr peshawar mein khatam ho raha hy :barbie:

Re: wo baat nahi…

:smack2:
it means pehchanwana kisi ko:@:

Re: wo baat nahi…

again same :vivo:

Re: wo baat nahi…

:smilestar: kisi ki pehchan karana :cb:

Re: wo baat nahi…

to seeda seeda bolo na. itni muskil wording kiyon likti ho :smilestar:

:hmmm:Naiki aur pooch pooch:p

Yeh Multani Urdu hai Ahmaq:p

Re: wo baat nahi…

tum ne mujeh ahmaq kaha :cryb: bs meri tumhari katti :barbie:

iss umar main nassiyaan ki beemari nahi to kia bhoolnay ki beemari hogi :-p

TV main daikha nahi kia ? aj kal siaasi chamchon kay pass jali degrees hain :-p

nope I didn’t forget nothing, just that no one ever noticed :confused: sigh

Ham dua likhtay rahay, wo dagha parhtay rahay
Hyy uss zado-paimaaN ka pashiymaan honaa…

(Meer Taqi Meer say maazrat kay saath)

Re: wo baat nahi…

we did :emmy: