wo ana parast sahi

**wo ana parast sahi uski batoon main iqraar bhi tha

us k chubhtay hoay lehjay main chupa pyar bhi tha

wo mujhay likhta hai k muntazir na rahoon laikin

uski tehreer main sadyoon ka intazaar bhi tha

wo kehta hai k mt roothoo k manana nhi aata

meri naraazgi per lekin wo bayqaraar bhi tha

main shayad phir na likhti usay apni khabar laikin

dosti ka bharam rakhna tha kuch dil bayikhtiyaar bhi tha

shayad yehi uska andaaz e muhabbat ho ga

wo mera hm dm bhi tha aur mera sitam shaar bhi **tha

Re: wo ana parast sahi

Bohat Khoob G!

Re: wo ana parast sahi

thanks gggggggggggggggggggggggggggggg

Re: wo ana parast sahi

nice one tahreem :)

Re: wo ana parast sahi

wow - love it!

Re: wo ana parast sahi

lovely....

Re: wo ana parast sahi

Achi hai

Re: wo ana parast sahi

Bohat Khoob.................. :)