Wo aaj krta hai nazar andaz to bura na maan,
.!. Ay Dost .!.
Toot kar chahny walon ko rulana riwaaj hai is dunya ka
Re: Wo aaj krta hai nazar andaz to bura na maan…
bure rasm o rivaaj ko follow nahin karna chahiye
Re: Wo aaj krta hai nazar andaz to bura na maan…
then again we see just one side of the story in the poem and ppl are deceptive
Re: Wo aaj krta hai nazar andaz to bura na maan…
you mean shayar magar mach ke aansoo ro raha hai
Re: Wo aaj krta hai nazar andaz to bura na maan…
everyone is a victim in their side of the story…
Re: Wo aaj krta hai nazar andaz to bura na maan…
kia pata vo bhi bechara nazar andaz ho k ro raha ho
aap samjhty ho aapko nazar andaz ker raha hy:(
Re: Wo aaj krta hai nazar andaz to bura na maan…
ego beech mai aa gaye ?
communication gaps ?
Re: Wo aaj krta hai nazar andaz to bura na maan…
aap ego ko mante ho?
chahy sary zamany ko juty ki nok per rakh lo per jis se payar ho
us k agy kese ego rakhi ja sakti hi:blush:
Re: Wo aaj krta hai nazar andaz to bura na maan…
loog rakhtay hain…n its very common…most probs arise due to this
Re: Wo aaj krta hai nazar andaz to bura na maan…
pata nahi me un k sath nahi rakhti jin se payar kerti hun:hypo:
Re: Wo aaj krta hai nazar andaz to bura na maan…
I have an ego problem along with a bundle of other stuff ![]()

Haw haey!!!