With no offense to women

Re: With no offense to women

I agree with you Narayan.

Khuwah kisi bina ya kisi taraf say bhi alaihdgi ho.

Alaihda rah kar single female aur male phir na jaaiz talluqat bana letay hain jo Islam main mana hai isi liaay Islam main divorce ki ijazat to deta hai per sub say na pasndeeda amal bhi kahta hai.


Bus hamaray mulkon main jahil, budtameez aur badmash mardon nain kuch bechari masoom aurton pay zulm ya zulmon kay pahar' tor' kar unkay liaay zindagi narg bana dia hai warna ziadatar to theek hi zindagi guzar letain hain.


Bajaay inki tarha single rah kar boyfriend bana kar haram kaam karnay ka. Is say to bahtar wo aurtain hain jo saath rah kar shohar kay jootay aur zulm sahteen hain.