Ajab apna haal hota,jo wisal-e-yaar hota
Kabi jaan sadkay hoti
Kabi dil nisar hota jo tumhari tara tum sejhotay waday karta
Tumhi munsafi sekha do tumhe atibar hota
Yeh maza tha dillagi ka barabar aag lagti na tujay karar hota,
Na mujay karar hota na maza dusmani ka
Na lutif ha dosti ka koi ghair ghair hota,koi yaar yaar hota
Tayray waday par abhi aur sabar kartay
Agar apna zindagi ka humay atibar hota
hmmmm......
yeh suni suni see kyun lag rahi hai??
:)
achi hai waisay
:)
keep it up..meri fav ghazal..:)
Nice :k:
thxs :)
nice one⦠:k:
very nice :)
Re: Wisal-e-yaar
[QUOTE]
*Originally posted by nikii: *
Tayray waday par abhi aur sabar kartay
Agar apna zindagi ka humay atibar hota
[/QUOTE]
V nice thanks 4 sharing