chalian maan laity hian.. Altaf Hussain is bad of bad…Adalatain to khuli hoye hian…Qanon kay mutabiq saza dein…
Extra judicial killing kiion horahi hia.. jab law enforcement walay hi law torain gain to kiya hoga… 90s ki pori dahi… isi tarah kay waqiat say bahri pari hia…
ager choi nisar jiasay bongay har maheenay red warrent ki baat karain.. mager interpol say kuch na kar wa sakin… to iska matlab saaf hia.. kahin na kahin to fabrication hia…
ab aesa to nahi hosakta kay koi nara bhi lagaye aur koi qanoni chara joi bhi na hosaktay…