Will you join JI?

Re: Will you join JI?

G han yehi to MQM ka zawal bani…Karkun nay apni man maani chaliye… ab makhsoos zehan kay logon nay MQM kay naam par har tarah ka kaam kiya…

Haqeeqat to yeh hia kay Altaf Hussain ko in tamam mamlat say dor rakah giya… ajj iss baat ki haqeeqat sab par ayan hia… kay kistarah baldiya factory ko aaag laganay walay PSP main bhetay hoyeh ian…

Shayad app ko iss baat ka elm na ho… mager Mustafa Kamal aur Anees Qaim Khani jaisay criminal logon ko MQM say nikal bahar khara kiya tha … Hammad Siddiqi jaisay log jo kay gardan akra akra kar chalty thay shehar ko apni jagger banay howa tha…

12 May ki planning governor house main hoye… Karachhi ki corp commander ki poori support hasil rahi…

Farooq Chamar jaisay logon nay apna faida hi uthaya hia…

Taswwer kay dosra rukh dekhay bageer kisi baat ka faisal nahi kiya jaskta hia…