Re: Will you join JI?
Murdabad kahnay say na to koi qoom murda ho jati hia.. aur Zindabad kahny say koi qoom zinda hojatai hia… Muradabad kahane qabl e etraz zaroor hia… mager jab maafi mang li gaye to bas maaf kar dena afzal amal hia… aur ham afzal amal karny walaon main say hian…