jab mard apnii baat logically yaa effectively apni biwii se communicate nahiiN kar paataa yaa aurat kisii baat par aR jaatii hai to mard usko 'raah-e-raast' par laane ke liye apne se kamzor par haath uThaa letaa hai.
yaar mujhy aik pic yaad aagye hia… jo social media par bohat mahsor hoi thi… biwi shora say bhi ziydah taqat war hai.. jabkay shora churiya kay bachy ki tarah… unkay han Husband beating culture hoga…