widow women is better then divorced

Re: widow women is better then divorced

haan prophet(salal aalho alyhi wasalam) ki misaal dain to hamray culture main ik jumla mashoor hai ..**aray woh to nabi thay un ki kia bat kertay ho hum to kamzoor insan hain

**behrhaal masla yeh hota hay k hum yeh sun jannay k bawjudd k jo log aysee baatain kertay hain un ki zayhniyat ka koi mayar nahi to perwa kion kerain ..lakin kahen na kahen in batoon say depression zaroor ho jata hai

app ka khiyaal to naik hai ..per y u said bura lagay ga ..app kaho ..kisi ko bura nahi lagta