widow women is better then divorced

Shayed meri bat logon ko achi na lagay,
Is se acha hai Kahoo hi na.

Bas itna Kahoo gi ke widow ya divorce houna bhi qismat Mai likha hota hai is Mai kisi orat ko reject Karna bohot ghalat bat hai.

Aur Wese bhi sab Ki apni apni marzi hai, agar koi kisi divorce ya widow se shadi nahi karna chahta to uski marzi hai Duniya Mai unmarried larkiya bhi bohot hain unse kar Len.