WHY is our AQ bhai so FREE :hmmm:

Re: WHY is our AQ bhai so FREE :hmmm:

yar Batair ki taangain to ‘tooth pick’ ki tarah hain … inn ko khaanay kay bajai, teeth main phansi howi pani and ice nikaal laina… use them as tooth picks :-p

Haan waqi, bari galat soojhti hay, bhala hamara kia muqaabla gali kay inn choroN say … ham to thehray azeem and shaan insaan, aur aap thehray Mr Fraduiyay :-p
theek hay, muqaabla cancle, ham nahi chahtay kay aap ko apnay buri tarah haarnay ka shadeed dukh lay doobay gangaa main :s …

Exactly copy cats ka origional say koi muqaabla nai, yehi to ham aap ko samjhaanay ki koshish karing, kay please stop copy… :-p

3-4 saal say nahi, uss say bhi pehlay say ‘practice’ jaari hay, sab hi kartay hain :wink: