Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
I don’t like gussing game aap waise hi bata do
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
I don’t like gussing game aap waise hi bata do
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
ho jata hoon
under ke baat hai ![]()
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
I can still make them guess even if they know I am posting Fraudz’s voice ![]()
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
yar Batair ki taangain to ‘tooth pick’ ki tarah hain … inn ko khaanay kay bajai, teeth main phansi howi pani and ice nikaal laina… use them as tooth picks :-p
Haan waqi, bari galat soojhti hay, bhala hamara kia muqaabla gali kay inn choroN say … ham to thehray azeem and shaan insaan, aur aap thehray Mr Fraduiyay :-p
theek hay, muqaabla cancle, ham nahi chahtay kay aap ko apnay buri tarah haarnay ka shadeed dukh lay doobay gangaa main :s …
Exactly copy cats ka origional say koi muqaabla nai, yehi to ham aap ko samjhaanay ki koshish karing, kay please stop copy… :-p
3-4 saal say nahi, uss say bhi pehlay say ‘practice’ jaari hay, sab hi kartay hain ![]()
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
ab tak toh expert ban jana chahiye tha ![]()
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
bun gayaa thaa buss chupa rustam banaa rahaa abhi tukk… kehtaa hai qatal ho jaaye gaa iss liye apni legendary ID ko Cafe kaY dar-o-deewaar maiN zindah dargor kar kaY chup ho gayaa hai…
haaN! kabhi kabhi woh din yaad kar kaY haNs letaY haiN sigh
here is something: ![]()
was posted on the request of an old guppy “dewana tera” - as u will find the reference in the audio
16702.shair-guppar
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
hahahaahahah
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
sigh … kiss qadar romantic dastaan hay … kon hay yeh Shehzaada saleem … ya phir koi Hatam Tai ? ![]()
hmm … jo bhi hay yeh class hay
he need some one from any type of …wood to see his talent ![]()
ahem … budhaa kamaal hay ![]()
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
kia howa jaani ?
koi comment :-p
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
abaY totaY kaheeN kaY ![]()
Re: WHY is our AQ bhai so FREE ![]()
laughing was comment enough, wasn’t it?