Why I should not publish a book

Re: Why I should not publish a book

Amal jee,

Main nahi janta ka mujahay comments danay behi chahiyan ka nahi aap bahtar jantay hoo. Baas dill main ak baat hai jo zaroor kahoon ga kiy ya zaroori hai ka hum auroon kee marzi say kuch karain. Agar aap ka dill karta hai aur kahta hai ka aap ko book publish karnee chahhiya tu zaroor karain aur phir dekhain ka kitnay log hain jo us ko phartay hain. Baas main itna he kahoon ga...