Re: WHY guys are like this?
baita ap gayyay aaj… aaj ap ki back par har size k sandle print honay waala hay…
aur haan main to aap ko jaanta hi nai… main to aik shareef Dada Bacha hoon angel
main to yahan par sirf time poochnay aaya tha… ab main going back …
aap mojain karain aur sandle kay yum yum
( bhala batao Lioness kay pinjray main haath daal dia hehe )