Why do so many Desis have a Mustache?

Re: Why do so many Desis have a Mustache?

To aisa karain agar aap ki monchain nikalti hain to unka nikalna hai bund kardain agar kar sakain to naheen to bewaqoofi ki baat hi na karain. LOL.


Tamaaam monchain na rakhnay walay mard say guzarish hai kay apnay moonchain nikalnay ka silsila rok dain agar rok sakain to baghair kisi auzar kay.


Kitna bhi khilaaf batain kar lain apni monchain nikalnay ka amal rok naheen saktay. LOL Mazhaka khaiz ppl.