Re: Why dada abba looks like cat????
nai itta pagal nai hoon, wohi jiss par main baitha Huqqa pi raha hoon :-p
Re: Why dada abba looks like cat????
nai itta pagal nai hoon, wohi jiss par main baitha Huqqa pi raha hoon :-p
Re: Why dada abba looks like cat???
hahahaha!!! so funny!!
Re: Why dada abba looks like cat????
smack ... acha thero ...
zara HUqqa garam kar lao ... oh thanks ... ( drinking Huqqa) gurh gurh gurh ...
yeh Un dinoN ki baat hay jab main Kenya kay jangalon main aik chupkali par research karnay gaya tha ... jis chupkali ki mujhay talash thi, wo aik Kailay kay darakht ki sab say oonchi shaaq par thi, yeh baat mujhay us chupkali kay jaani dushman yani kay Bandar nay batai thi ...
bass phir kia tha, main uss darakht par charhnay laga ... jaisay hi second last branch par pohncha, wahan kia daikhta hoon kay aik bari si billi apnay khoon-khunwaar teeth kholay mujhay ghoor rahi thi ... main nay jaisay hi ussay bhagaana chaha uss nay mujh par hamla kardia ... ham donon larh rahay thay kay achanak say billi ka paoon phisla aur neechay ja giri ... wo shadeed zakhmi hogai thi, yeh daikh kar main nay bhi uss ki madad k liay chalaang laga di ... aur ussay gowd main lay kar daikhnay laga ... yeh daikh kar wo wo billi jazbaati hokar ropari ... aur kehnay lagi Dada Ji, ab main to jarahi hoon ... lekin aik waada karna kay mujhay hamesha apni yadon main basai rakhna ...
bass wo din and aaj ka din, uss billi ko kabhi nai bhooola :$
magar aap billa kaisay bane ........yeh to aap ki mehbooba say mulakaat ka kissa lagta hai:)
Re: Why dada abba looks like cat????
nai itta pagal nai hoon, wohi jiss par main baitha Huqqa pi raha hoon :-p
deni jo jaan hi hai na, phir darna kaisa =D
Re: Why dada abba looks like cat???
btw mr dad abbaa! dont u EVER DARE TO DO THIS!!! ITS A SIN!!!
we were just teasing u!!