Re: Why dada abba looks like cat????
no i want chippssssss
Re: Why dada abba looks like cat???
well I only have Popcorn ![]()
Re: Why dada abba looks like cat????
laker do mujhey chippppppppppppppppssssssssssss
Re: Why dada abba looks like cat???
Chips to mujhe bhi khani hai
…Acha aisa karte hain, aaj tum Pay kar do, 32 May ko main kar doo ga ![]()
Re: Why dada abba looks like cat????
dont b smart abhe laker do
Re: Why dada abba looks like cat???
Fries chahiye ya Chips? ![]()
Re: Why dada abba looks like cat????
chipssssssssssssssssssssssssssss
Re: Why dada abba looks like cat????
smack ... kooch nai hosakta iss qom, mulk and etc wagaira ka ...
arrey baba main Cat nai hosakta (problem) haan Cat-Naa ya as **Ghazal **said Cata hosakta hoon :$
main Billa q hoon ? yeh aik lambi daastaan hay, aik lambi dukh bhari daastaan hay, iss liay main nai suna sakta :-p
bass sabar shukar kar mazay lo, jo bhi hoon, at least hoon to sahi na, agar nai hota to ? narazed
Re: Why dada abba looks like cat???
^ Its about time you came ![]()
Re: Why dada abba looks like cat???
sab thoray thoray pagal hain :-p
chalos ab haath milao, and larkiyaan galay milo … warna…
Re: Why dada abba looks like cat???
q kuch honay waala tha kia ? :s
Re: Why dada abba looks like cat????
Ya yoo keh leiN ke shayad agar pehle aate, to jo kuch hua hai wo bhi nahi hota :p
Re: Why dada abba looks like cat????
umm ... yeah I was shocked too, but somehow it was all sorted out, so good thing is a happy ending :-p
But you know, some times some real freindships start after some quarrel ;-)
Re: Why dada abba looks like cat????
hehe u got that right
Re: Why dada abba looks like cat????
smack ... kooch nai hosakta iss qom, mulk and etc wagaira ka ...
arrey baba main Cat nai hosakta (problem) haan Cat-Naa ya as **Ghazal **said Cata hosakta hoon :$ main Billa q hoon ? yeh aik lambi daastaan hay, aik lambi dukh bhari daastaan hay, iss liay main nai suna sakta :-p
bass sabar shukar kar mazay lo, jo bhi hoon, at least hoon to sahi na, agar nai hota to ? narazed
sorry dada abba main ne aap ko billi kaha ab baatain yeh kis churail ne kiya aap ke saath:(
Re: Why dada abba looks like cat????
sorry dada abba main ne aap ko billi kaha ab baatain yeh kis churail ne kiya aap ke saath:(
smack ... acha thero ...
zara HUqqa garam kar lao ... oh thanks ...
( drinking Huqqa) gurh gurh gurh ...
yeh Un dinoN ki baat hay jab main Kenya kay jangalon main aik chupkali par research karnay gaya tha ... jis chupkali ki mujhay talash thi, wo aik Kailay kay darakht ki sab say oonchi shaaq par thi, yeh baat mujhay us chupkali kay jaani dushman yani kay Bandar nay batai thi ...
bass phir kia tha, main uss darakht par charhnay laga ... jaisay hi second last branch par pohncha, wahan kia daikhta hoon kay aik bari si billi apnay khoon-khunwaar teeth kholay mujhay ghoor rahi thi ... main nay jaisay hi ussay bhagaana chaha uss nay mujh par hamla kardia ... ham donon larh rahay thay kay achanak say billi ka paoon phisla aur neechay ja giri ... wo shadeed zakhmi hogai thi, yeh daikh kar main nay bhi uss ki madad k liay chalaang laga di ... aur ussay gowd main lay kar daikhnay laga ... yeh daikh kar wo wo billi jazbaati hokar ropari ... aur kehnay lagi Dada Ji, ab main to jarahi hoon ... lekin aik waada karna kay mujhay hamesha apni yadon main basai rakhna ...
bass wo din and aaj ka din, uss billi ko kabhi nai bhooola :$
Re: Why dada abba looks like cat???
warna kya :P!!!
:halo:
Re: Why dada abba looks like cat???
warna main kursi say chalang laga kar apni jaan day doonga haan snooty
Re: Why dada abba looks like cat???
konsi wali, jo 28 story building ke ooper chatt par rakhi hai? :halo: