Why can't you criticise

Re: Why can’t you criticise

1>yeah its really sad…lakin agar app nay daikha tha to mujhay zaroor woh post show kerain takay main apne islaah ker loon

2> multiple firqay ? to phir ja ker app Nabi paak salal Allaho alyhi wasalm say bhi sawal ker lain k app nay aysay kion fermaya k mere ummat main 73 firqay hon gay …hum to phir deen say bayzaar ho jaain gay …Maaz Allah ..Tlk what r u saying ? ite kamzoor batain?

3> kis molvi nay kaha army ka jinaza nahi ..app un k nam quote kerain… mere ilm main yeh bat nahi hai

4> khullam khulla muzammat agar media per aa ker in fake anchors ki terah bolnay ko app kehtay hain to yeh app ki sooch hay mainay ahl -e- haq ulaama say hamesha in logoon ki muzammat he sunee hai ..app to in Ulema say intouch hee nahi hain? app itnay wusooq say yeh batain kaysay keh rahay hain ?

5> main in 3 din say jitnay dars main gayee wahan in zalimeen ko khatam kernay k ley or in k sher say bachnay k ijtimaye duaain karaye gayeen

6> zaahire hamderdee ??? itnee bay itamaadee ?
hamaray jo bachay shaheed hoye un ki families k ley un bachoon k ley ,apne qoom k ley ayt-e-kareema k kahatam karayee gayee

app bayzar sahee .. app ka ammal ..app jhoot such sub ko ik aynak say daikh ker apnay app ko haq per samjhain app ka ammal…jo log Deen k ley apnay din raat jaan maal laga rahay hain unhain app logoon say na izzat chaeye na himaayat …qaymat k din SAWAl sub say ho ga kisi ka Uzzar kam na aye ga ..

PS> fuzuool main shaid phir lamba choree post ho gayee ..Mu’affe chahtee hoon