Why can't you criticise

Re: Why can’t you criticise

nahi ajj kal k koi pakistani yeh haq nahi rakhta k un k actions jin ka result us k nazar main ghalat nikla woh un per tanqeed keray …

awal to yeh k itna he haqeeqat pasand agar ban’na hay to yeh zahir hai k is tanqeed say ab koi faida nahi honay wala ,na hee anay walay leaders nay us say kuch seekhna hay na hee un ko follow kerna hai

agar ajj koi uth ker quid-e-azam jaysay leader k un chand actios per taqreerain kerta hay.. to woh sirf or sirf ik ghalat taas’sur ko phaylaa raha hai 1 % faida bhi is say hasil nahi ho saktaa..agar hoa hay to saabit kerain!