Why can't you criticise

Re: Why can’t you criticise

aqeedat say zyada mera nazer’ya apnay mukhlis Quaideen ka apnay mulk ka Dif’faa hai … u know what app apne olaad ki terbiyat main is cheez ko zaroor daltay hon gay agar app ki ammi nay ghalat bat ker bhi to bhi app chup rahain un say behas na kerain..app apnay bachoon ko yeh bhi sikhain gay k baita gher ki bat ko bahir na kerain

quid-e-azam k bad humain un jaisa ik leader bhi naseeb na hoa…ajj hum apnay leaders ko daikh daikh ker rotay hain… yeh hamaray amaal hain… k hum inhe ko deserve kertay hain

agar app haqeeqat or tareekh ko ley ker in tanqeedat ko zair-ebehas laanay lagay to yaad rakhain
anay walee nasal main in shakhsiyat k ley raay e k danay k baraber bhi na izzat ho gee na un k qadar…

main or app ik line per aaa ker jo apnay app ko roktay hain is ki wajah hamray barooN or usaatiza ki woh terbiyat hay k uhoon nay humain in shakhsiyat say sirf muhabbat kerna sikhaya ..in k wohe pehloo ujaagar keye jo musbit thay jis per hum fakher kertay thay …

southie> app nay apnee nalaiqee per abhi tak chullo bher paani main Ghotay nahi lagayee ?