mahool ..> mainay sirf Bachoon ki bat ki thee jo lal masjid main thay …lal masjid k owners ka jo bhi ammal tha un ko handel kernay k lay bachoon ko marna jaaiz tha ? un ka khana paani band kerna jaaiz thaa?..
…
is waqt app main or in Attackers main kia ferq hay ?
woh hadees perh ker to saaf zahir hota hay jaysay banu quraiza k yohoodion nay apna badla ab liya hai … or is ka jawab yeh daina chaeye k in logoon nay Fir’ooN kay tareeqay per ammal kia jis nay bani israail k tamam paida honay walay mard bachoon ko mara tha ..inshAllah in ka injam bhi Firoon jaisa ho ga
Jazak Allah..for encouragement
yeh tanqeed hay ya tareef : S ???
kion k app k bad ki post main jo southie sahab hain woh app k sawal say baray khush hain ..halankay woh mere roman urdu post k sakht mukhalif hain : (