Wht r u doing ?
Hahahhahaa ![]()
Aap ne aaj Bachpan ki yaad dila di:hehe:
Wht r u doing ?
Hahahhahaa ![]()
Aap ne aaj Bachpan ki yaad dila di:hehe:
Re: Wht r u doing ?
App bhool gayeen theen kya ![]()
Re: Wht r u doing ?
zaraa Hazrat-e-ghoRe saab ne jo Harkat farmaayii hai uskii safaaii bhii kartii jaaiyegaa! ![]()
Re: Wht r u doing ?
app hain naa ![]()
sorry ![]()
Re: Wht r u doing ?
lo jii, kar lo gallaaN…mujhe to chhajjewaali kii safaaii karte karte fursat nahiiN miltii to maiN janaab-e-Hazrat-e-Faras [ghoRaa] saaHab kaa kia Khayaal rakhuuNgaa! ![]()
Wht r u doing ?
^:cb:
Re: Wht r u doing ?
chajjey wali ki safayii ![]()
hahahahahahahahh ![]()
kya hugaya hai KKF ye halat tu pheley kabhi na thi ![]()
KKF ko pyar huaaaaa ![]()
Re: Wht r u doing ?
![]()
Haalat ‘patli’ ho gayii chhajje par baiThe baiThe aur kia! ![]()
ik tarfa pyaar jiskaa us taraf se koi iqraar nahiiN! ![]()
Re: Wht r u doing ?
RAmzaan mae muhabbat ![]()
Re: Wht r u doing ?
kiuN jii? kia Ramadhan meN saare kaam dhaam band ho jaate haiN! :Dmaanaa k shaitaan band ho jaataa hai magar uske kaam to band nahiiN hote! ![]()
Re: Wht r u doing ?
![]()
![]()
shaitaan chaley gaye kaam chor gaye ![]()
Wht r u doing ?
Hmmm kehte Hain:
Thak gye ham unka intezaar Karte Karte
Roye ham hazar Baat khud se takrar Karte Karte
Do lafz bhi unki zubaan se na nikle
Aur thak gaye ham ektarfa pyar Karte Karte
Re: Wht r u doing ?
haN na…shaitaan har insaan kii chaabhii [cook] bhar ke jaataa hai…banda/bandi usii cook par 30 din tak naachte rahte haiN…![]()
…cook = winding a clock!
Re: Wht r u doing ?
Hmmm kehte Hain:
Thak gye ham unka intezaar Karte Karte
Roye ham hazar Baat khud se takrar Karte Karte
Do lafz bhi unki zubaan se na nikle
Aur thak gaye ham ektarfa pyar Karte Karte
waah waah, waah waah...kia kahne, waah waah!
ek gaanaa thaa:
**
tujhe pyaar karte karte yuNhii umr beet jaaye
karuuN jo maiN be-vafaaii, mujhe maut bhii na aaye!** :(
Re: Wht r u doing ?
hum chahein tu clock ke cell nikal saktey hain:hoonh:
Wht r u doing ?
Woowwww :k:
Dont b sad ![]()
Allah pe barhosa Rakhen ![]()
Re: Wht r u doing ?
cell waali clock kaa hii to nikaal sakte haiN magar jo puraanii ghaRiyaaN haiN unkaa kuchh nahiiN kar sakte sivaaye iske k use zameen pe dai maareN! ![]()
aameen/…iA ![]()
Wht r u doing ?
Sum Ameen
Isha ki namaz parne ja rahi hoon:wave:
Thori deer Baad Ati hoon
Re: Wht r u doing ?
masha Allah ![]()
ham gunehgaaroN kii baKhshaa’ish kii bhii du’aa kar dijiyegaa!
jazaak Allah