Hahhahaj ![]()
Ok me bhi try karoon gi par kal to nahi rakhun gi cause safar pe Jana Hai ![]()
Re: Wht r u doing ?
oh achchhaaā¦tab Theek haiā¦safar meN roze na rakhiyegaaā¦Allah ne ijaazat dii hai!
alHamdolillah! ![]()
Wht r u doing ?
^yes ab Agle 3 roze to nahi rakh Paun gi ![]()
Lekin uske Baad Inshallah ![]()
Re: Wht r u doing ?
iAā¦aur qazaa roze Dewcember emN rakh lijiyegaa! ![]()
Tulip kii rangaa rang qataar dar qataar Tulips dekhiyegaa to mere liye vahaN duāaa kijiyegaa k mere haath bhii Tulip jaise laal, peele, oodii ho jaayeN!
thankoo!
Re: Wht r u doing ?
mae kuch nahi ker rahi kuch bhi tu nahi ker rahi mae ![]()
Ye tab huta hai jab pakerey jatey hain ![]()
Wht r u doing ?
Ok :k:
Ohhhh hayeee jii zaroor Inshallah aap k Liye Dua karoon gi
aur Chajje wali k Liye bhi ![]()
Hahah aap pakri kahan gye ![]()
Re: Wht r u doing ?
thankoo thankoo thankooā¦magar ek saath ek hii saaNs meN meraa aur chhajje waali kaa naam lijiyegaaā¦agar duāaa alag alag kar di to kahiiN ham logoN kii shaadiiyaaN bhii alag alag bandi/banda se ho jaaye!
vaise chhajjewaali kaa naam pataa nahiiN varna bataa detaa! ![]()
Wht r u doing ?
Awwwwwww sho cute ![]()
Jii Aisa hi karoon gi Age to Allah ki marzi:)
Aur kismat ki Baat Hai
Inshallah sab Acha hi hoga :k:
Ohoooo hmmm Pata nahi lag saka Name
Re: Wht r u doing ?
haN, so to aapkii baat solah aane durust hai par duāaa kaa asar jaldii ho iskii bhii duāaa kijiyegaa! thankoo! ![]()
naam kaa kia karna haiā¦abhii to shakl bhii nahiiN dekhii! ![]()
Wht r u doing ?
Hahhaha theek Hai karoon gi Inshallah
![]()
Aap serious nahi Hai na
??
Re: Wht r u doing ?
hahahaā¦u ko kia lagtaa hai? ![]()
Wht r u doing ?
I think Aisa nahi ho sakta cause aap kisi ko Dekhe /jaane bagher ji jaan se like nahi Kar sakte
Matlab k agar aap use jante nahi dekha bhi nahi to hows This possible :faizy.
Re: Wht r u doing ?
Khayaali pulaao kii taraH Khayaali ishq bhii to kia jaa saktaa hai? ![]()
Wht r u doing ?
Hmmm Shayed par wo Sacha pyar to nahi hota Hai na ![]()
Re: Wht r u doing ?
kisi ki ![]()
Hahhaha matlab ![]()
Re: Wht r u doing ?
haage bhoot kii langoTii hii kaafii! ![]()
Wht r u doing ?
![]()
Re: Wht r u doing ?
chal mere ghorey tik tik tik ![]()
hahahahahahhahahahha ![]()