Wht r u doing ?

Re: Wht r u doing ?

thankoo thankoo thankoo…magar ek saath ek hii saaNs meN meraa aur chhajje waali kaa naam lijiyegaa…agar du’aa alag alag kar di to kahiiN ham logoN kii shaadiiyaaN bhii alag alag bandi/banda se ho jaaye! :cb: vaise chhajjewaali kaa naam pataa nahiiN varna bataa detaa! :slight_smile: